Search
Yaar mila tha saaiyaaan ek din
- (Asra Azal)
- Jan 25, 2016
- 1 min read
Yaar mila tha saaiyaaan ek din
Yaar mila tha saaiyaaan
Aankhon mein sapne dil mein leke Pyaar mila tha saiyaan
Kya main karti saaiyan baiyan Kya main karti saiyaan
Teri yaad mien kitni sadiyyan Aah bharti saiyan
Haaye dil ghayal ZAkhmi jiya
Kaise jeeye ab tere piya.......
Comments