Ahmad Faraz---Poet
- (Asra Azal)
- Jan 13, 2016
- 3 min read
Ahmed Faraz was a Pakistani Urdu poet.
Born: January 14, 1931, Kohat
Died: August 25, 2008, Islamabad
Ye kya k sb se byaan dil ki haalten krni,
Faraaz tujh ko na aain, Muhabbaten krni.
====
Muhabbat k bad muhabbat mumkin ha Faraz.!
Pr toot k chahna sirf ek bar hoa ha.!
====
Mujhe maloom hai mai us kai bina ji nahe sakta "" Faraz ""
Us ka bhi yahe haal hai magar kisi aur ke liye …
====
Sab He Apni Gharz Se Miltay Hain Faraz Maza To Tb Ha K Koi Bay Sabab Milay.. ....
=====
Ankhain khuli to jag uthi hasratain FARAZ...
Usko bhi kho diya jisey paya tha khwab main.....
=====
Vo shaksh to aik choti si Baat pe yun roth k chal dia “FARAZ” Jaise usay Sadyun se kisi bahane ki Talash thi
====
Rasm-e-ulfat hai Ijazat nahi deti “FARAZ” Warna hum bhi tumhain aisa Bhulain k sada yaad rakhon
====
Us Shaks Ko To Bichadeny Ka Saleka Nahi "FARAZ" Jatay Hoe Khud KO Mere Pass Chor Gaya
=====
gham-e-heyat ka jhagra mita raha hai koi chale aao keh dunya se jaraha hai koi
azal se kah do keh ruk jaye do ghari suna hai aane ka waada nibha raha hai koi
woh iss naaz se baithe hain lash ke pas jaise roothe hoye ko mana raha hai koi
palat kar na aajaye phir sans nabzon mein atne haseen hathon se maiyat saja raha hai koi
====
Mein us ko dekhta rehta tha hairaton say Faraz Yeh zindagi say taaruf ki ibtada thi meri
====
Usay Bhi Apnay Kiye Ka Malaal Hona Hay
Abhi To Ishq Main Aisa Bhi Haal Hona Hay .. ...
Usay Bhi Apnay Kiye Ka Malaal Hona Hay~
Abhi to ishq main aisa bhi haal hona hay K ashq rokna tum se mohaal hona hay
Har aik lab pe hay meri wafa k afsanay Tere sitaam ko abhi lazawal hona hay
Tumhain khabar hi nahin tum to loot jao gay Tumharay hijar main ik lamha sal hona hay
Humari rooh pe jaab bhi azaab otrain hay Tumhari yaad ko is dil ki dhaal hona hay
Kabhi to roye ga woh bhi kisi ki bahoon main Kabhi to us ki hansi ko zawal hona hay
Milay gi hum ko bhi apne naseeb ki khushiyaan Bas intizaar hay kab yeh kamal hona hay
Har aik shaks chalay ga humari rahoon per Mohabatoon main humahin woh misaal hona hay
Zamana jis k kham-o-peech main olajh jaye Humari zaat ko aisa sawal hona hay
====
” yaqeen hay mujh ko woh loot aye ga Usay bhi apne kiye ka malal hona hay
====
umer bhar ham he galt fehmi main rahe faraz....
dhool chehre peh thi aur ham aena saf krte rahe...
——————————– Mere kahny sy na paband-e-wafa ho jana, dil na many to kse waqt juda ho jana, na chaho jan se ziada kise ko Faraz, tum ny dekha nahen bandon ka khuda ho jana. —————————– Tum is shehar k khuloos se waqif nahi FARAZ Ye to Mohsin ko bhi sar-e-aam saza daitay hain!
——
Bari Mushkil se Sulaaya tha Khud Ko FARAZ Main ne Aaj…! Apni Aaankon Ko Tare Khuwaab Ka Laalach Day Ker…..! ———————————
AAj tak Qaim hai uskay laut anay ki umeed AAj tak tehri hai zindagi apni jaga
====
Laakh ye chaha k us ko bhool jaoun FAraz HOSLAY apni jaga BEBASI apni jaga
====
KoUn ToLay Ga Abb HeRoOn Main HaMAraAy AnSoO FaRaz…..!!!! WoH Jo DaRd Ka TaJir Tha DuKaN ChOR GaiYa…….!!!!
====
shiddate dard se sharminda nahi meri wafa FARAZ dost gahre han to phir zakhm bhi gahre honge………
====
محبت ان دنوں کی بات ھے فراز جب لوگ سچے اور مکان کچے تھے.. ....
===
کون کس کے ساتھ کتنا مخلص ھے فراز وقت ھر شخص کی اوقات بتادیتا ھے.. ....
==== رنجش ہی سہی دل ہی دکھانے کے لئے آ آ پھر سے مجھے چھوڑ کے جانے کے لئے آ..
====
Continued...
Comments